Ek baat bataun, tum mujhe kitna jante ho batao ? sachmai batao kitna jante ho ?
Please write something about me in the comment section. Yeah, it's totally private. mentioned as anonymous kardena koi problem nahi hai.
Hm manta hun, humesha bas - maana main bachon jesa harkat aur bas apne imagination mai jina, dusre ko bas kwab dikhana but ye koi jhuta khwab nahi hai sapna hai jab tak hai bas hai.
Sachai ek chutki mai ban sakti hai, par tajmahal khada karwane mai wakt to lagta hai.
Han kavi kavi ye sare kwab jhut lagta hai, sab kuch bachkana lagta hai. Duniya me sab kitna kuch karte hai par pata nahi kese karlete hai.
Koi kisi ko nafrat karta hai, koi kisise bura bartaw karta hai, koi kisiko kisi aur se tolta hai, koi kisiko kisi aur najariye se sochta hai.
Aakhir kyun kisika kisi upar utna bhawanaye nahi reh ta, han malum hai ki har koi ek jesa nahi hota, soch mai, banaawati mai badlaw rehta hai par udarta kyun nahi rehta !
Acha bano bura bano bas kahin na kahi jajwat ko to apni sahi jaga baithana padega na.
Sab apni apni audha yani ki position ka galat istemal kyun karte hai. Ek bar aap ye kyun nahi sochte ho ki mujhe jitna chahie mujhe milgaya aur lalach kyun? lalach hai par itna kyun ? agar hai to use bhi kamao, you have to earn it but do not fight, chhino mat usse...
Akhir kyun ?
Comments
Post a Comment